Ban na chahti thi mein Ainak aapka,
Lekin ainak ban ne se pehle aankhein mund li aapne.
Jab tak samaj paati mein zindagi ko, Tab tak ho chuki thi der bahut.
Aap humse bahut dur ho gaye, itna dur ki in ankhon ke nazariye me samaa na sake.
Jab-jab zikr hua aapka,
Tab-tab ankhon se paani beh gaya.
Apki yaadon ke sahare salo-sal guzar gaye.